Agar apne mmmindia me join hone ke liye decide kar liya hai to kuch baato ko Dhyan me rakhe : 

1)Mmmindia kisi bhi type ka koi company nahi hai aur naa hi iska kisi bhi bank me koi account hai.

2)Mmmindia kisi bhi type ka koi MLM company nahi hai.aur naa hi koi investment plan hai.

3) Aap jo bhi amount se help karte hai mmmindia system me wo apka free money hona chahiye jo ki pura ka pura agar chala bhi jaye to apke life me koi bhuchal naa aaye aur naa hi apko dukh ho es baat ka.

4)Aaap bina kisi promise aur expectation ke help karter hai.Baad me apko help mil bhi sakta hai aur nahi bhi mil sakta hai.

5) Aap kabhi bhi kisi se udhaar lekar ya Sona - chandi bechkar mmmindia system me help naa kare.Yeh mmmindia system iska bilcul support nahi karta hai.

6)Aap hamesha usi amount se help kare jo agar pura ka pura chala jaye to bhi apko dukh naa ho.

7)Mmmindia system ko mlm company samajhkar kabhi join naa kare kyuki yeh ek social finacial network hai jisme log bina kisi promise ke ek-dusre ka help karte hai.

8) Aap mmmindia ko investment company samajhkar kabhi bhi join naa kare kyuki yeh ek help system hai.

Agar aap uper di gayi sari baato ko read karne ke baad agree hai tabhi mmmindia system me join ho.

-
Abhishek Anand (participant)

No comments:

Post a Comment